Ham apni life me Jo bhi karte hai regular basis par, vo hamari aadat zaroor banta hai. Kuch addatein aasaani se lag jati hai to kuch me bahut vakt aur effort lagta hai.
Jo aadatein aasaani se lag jaye vo aksar buri aadatein hoti hai kyuki unke liye hame kuch Naya seekhna nahi padta aur aisa bhi kuch nahi karna padta jisme dimag lagana pade.
Jin aadaton mein effort lagta hai vo aksar achhi aadatein hoti hai kyuki unke liye hame kuch na kuch Naya seekhna padta haiaur apne dimag ko chalana padta hai.
Ab ye choice apki hai ki apko kis prakar ki aadatein dalni hai vo Jo apko life me aage badhayengi, confident banayegi ya phir vo Jo apko kamjor bana dengi, apka atmvishwas khatam kar dengi.
Ab ek sawal dimag me aata hai ki jo asee habits hai jinse ham keval khud ko nuksan pahuchega vo bhi Kam aur ham normal life lead kar sakte h jaise weekly ek do bar masturbate, tv, daily kafi time internet par non productive, dosto ke sath time pass etc. Ye asee aadatein hai jinme ham kisi aur ko nuksan nahi pahucha rhe, aur khud ko bhi nahi to inko poori tarah khatam kyu karna chahiye ya na ke barabar. Necche kuch reasons diye Gaye hai jinko padhne ke bad ap decisions le sakte hai ki apko ky karna chahiye.
1. Ye Jo bhi habits apko batai ye sab bekar nahi hai aur normal life lead karna bura nahi hai lekin agar aap apni life me kuch bahut bada achieve karna chahte ho, apke lakshya bahut bade hai, ap history create karna chahte ho, ap inspiration banna chahte ho aur duniya me kuch change Lana chahte ho, kuch achha karna chahte ho bade level par to apko ye sab chhodna hoga phir AP normal life lead nahi kar sakte.
Chandragupt ne jab chankya se pucha ki ky prem karna galat hai to chankya ne jawab diya bilkul nahi, balki prem se pavitra kuch nahi lekin tumhara lakshya poore Bharat ka samrat banna hai isliye tumhare liye ye paap hai, kyuki tumhara lakshya bahut bada hai.
2. Jab koi pehli bar cigarette peeta hai to ye uske liye normal hi hoti hai kintu ye ek kab 10 kab 100 ban jati hai pta bhi nahi chalta aur ye apki addiction ban jati hai Jo kabhi nahi badaltee. Matlab aaj Jo apki normal habits hai vo kab apki addiction ban jati hai apko pata bhi nahi chalta aur ap inke gulam ban jate ho aur jab apko kuch aur karne ki zaroorat hoti hai tab bhi ap ye hi kar rahe hote ho aur jab apki ek addiction lagti hai to dusri buri aadat bhi aap accept kar lete ho kyuki ek buri aadat dusri ko attract karti hai aur vo aur buri aadat ko.
A level people attract A level people but B level people attract C Level people same in habbit.- Jack welch
Addiction se bachne ka keval ek tarika hai ki vo pehli cigarette mat piyo, vo pehla drink mat banao.
3. Sawal ye aata hai ki lakshya bada kyu rakhe kyuki jab har vyakti chhota lakshya rakhega to usse desh ki tarakki rukegi, poore vishv ka vikas rukega. Jaise aap khud banoge vse hi aap apne aas pass ke logo ko banoage. Yadi ap achhe Kam karoge to baki sab bhi apko dekh kar kuch achha seekhenge aur agar kuch bura karoge to bura.
Chhota lakshya apradh hai - Apj Abdul kalam
Write your puzzles in comments.
टालने की आदत कैसे छोड़े? - click here
How to be an expert?- click here
For video click here

No comments:
Post a Comment